01 March 2006

Main Zinda Hoon

Najane kab se umeedein kuch baki hain
Mujhe phir bhi teri yaad kyun aati hai
Najane kab se........

Door jitna bhi tum mujse pass tere main
Ab to aadat si hai mujko aaise jeene main
Zindagi se koi shikwa bhi nahi hai
Ab to zinda hoon main iss neele aasman main

Chahat aaise hai ye teri badhti jaye
Aahat aaise hai ye teri mujko sataye
Yaadein ghehri hain itni dil doob jaye
Aur aankhon main ye gum nam ban jaye

Ab to aadat si hai mujko aaise zeene main
Sabhi yadein hain sabhi batein hain
Bhula do unhen, mita do unhen..........

Ab to aadat si hai mujko

0 Comments:

Post a Comment

<< Home